HQ: [ Ссылка ]
Written & Performed By: FADI
Produced By: LCS
Mixed & Mastered By: MRKLE
Visuals: AADI
Connect With FADI:
[ Ссылка ]
[ Ссылка ]
Connect With AADI:
[ Ссылка ]
[ Ссылка ]
LYRICS:
Verse 1
Phir say betha hun zindagi pay likhnay...Bayan hue naw yeh ganay likhay kitnay...Sub say rakhta hun acha rawiya par... Naw janay phir bhe kyun dushman hein itne... Kaab mara jaun mein iske khabar nahe... Sazishon mein dushman chor rahay kasar nahe ... Tohfay kay baad meray agay girgare the woh... Aur tum ho kehte mere baton mein asar nahe... Jo ab sach bolun FADI thakan say chur hai... Aur yeh bhe nahe pata kay manzil kitne dur hai... Aur is khel mein salon say hun mein... Aur tumhein lagta mera phla gana phool hai... Kabhi naw ghabraya jo socha woh paya... Jo zindagi say seekha woh mic pay gaya ... Kuch bhe nahe chupaya sab hubahu btaya... Jo raah mein tha aya namo-nishan mitaya
Hook :
Ajeeb c kehfiyat duniya se hote bezari ha
Har taraf fareebi hein nazar mere jahan taak bhe ja rhe hai
Verse 2
Agg me muflisi ke khaab meray jaal gaye... Roye thay bhot par phir hum bhe agay bhar gaye... Hath lagaya mene sona matti hogaya... Aur yahan kuch logon kay khotay sikay chal gaye... Kismat ka khel sara aj teray sath hai ... Kabhi to isne ana meray bhe pas hai... Yani kay koshish ko mene rakhna ha jari... Haar nae manane jaab taak sans mein sans hai... Samjh tum jana kay mein nashay mein dhut hn... Agar logon kay bech mein bhe betha chup hun... Nashay mein nahe karta hun kisi say baat mein...Us Waqt mukhtaib hota bas apnay ap say...?Yeh naw tu sochen larki FADI dhoka dega nahe... Wafa ke zimedari FADI ab leta nahe... Tu to phr tu ha wo larki to zindagi the mere... Usay bhe chora jaab too palat kay dekha nahe
Hook:
Ajeeb c kehfiyat duniya say hote bezari hai
Har taraf fareebi hein nazar mere jahan taak bhe ja rahe hai
Verse 3
Shohrat musibat hai ek tmhein maloom nahe hai ... Yeh jiske pas uskay pas sukoon nahe hai... Iske khatir log de jate humein gehray zakham... Faraq bas itna hai kay nikalta khoon nahe hai... Ek shaks mujhay kal bola galat rastay pay hai tu ... Nahe bakshega Rab tujhay ganay jo gata hai tu...Hogaya wo haka baka pocha mene us say jab ... Tu kese keh sakta yeh kya RAB say rabtay me ha tu?
Ещё видео!