Ay Zahra Ke Baba Sune Iltija Madine Bula Lijiye 🥀 Mohammad Ali faizi 🥀Maramu Basti jalsa #naat #trend
.
.
.
.
.
.
.
.
#liyakatmehdiofficial #mohammadalifaizi #maramu #purulia #india #naats #trending #viral #naatsharif #naatstatus #islam #dilbarshahikalkatvi #naat #viral #islamic #india #doranda #ranchi #jharkhand #trending #newnaat #trend #naats #naatshareef #naat2024 #naatepaak
.
.
.
.
.
.
.
.
.
ay zahra ke baba sune iltija madina bula lijiye,madina bula lijiye,aye zahra ke baba sune iltija madine bula lijiye,ay zahra ke baba sune iltija madina bula lijiye naat,ay zahra ke baba sune iltija,ya zahra ke baba sune iltija madine bula lijiye,ay zahra ke baba sune iltija madine bula lijiye,zahra ke baba sune iltija madina bula lijiye,ye zahara ke baba sune iltija madine bula lijiye,#ay zahra ke baba sune iltija madina bula lijiye
maramu purulia jalsa
haridih jalsa
ramgarh jalsa
haridih kotshila jalsa
jalsa
kutam jalsa
kutam chota muri jalsa
shahnwaz hassan ramgarh jalsa
akhtar kashif kutam jalsa
imran chishti jario jalsa
jalsa takmeel e quran
jalsha
kotshila jalsa
9/3/2023 jalsa
jalsa kotshila
bhiwandi jalsa
kotshila haridih jalsa
ahsan shaki kutam jalsa
chiruhatu haridih jalsa
kotsila jalsa 2022
naat sharif
maramu kotsila naat
dilbar shahi new naat bhawanand jalsa 2018
imran raza chishti naat sharif
habibullha faizi naat 2022
kalim raja hanfi naat sharif
kalim raja hanfi naat
imran chishti naat
kalim raja hanfi naat sharif video
kalim raja hanfi ki naat
kalim raja hanfi new naat
kalim raza hanfi ki naat sharif
ramzan ki naat sharif
kalim raja hunfi naat
imran chishti naat 2022
naat sharif kalim raza hunfi
mohammad ali faizi ki naat
mohammad ali faizi
mohammad ali faizi new naat
mohammad ali faizi naat sharif
mohd ali faizi naat
mohammad ali faizi new naat 2024
mohammad ali faizi new naat 2023
mohammad ali faizi ki naat sharif
naat,naat sharif
qari mohammad ali faizi
new naat mohammad ali faizi
mohammad ali faizi new naat 2021
mohammad ali faizi new naat sharif 2024
mohd ali faizi
new naat sharif
mohammad ali faizi naat 2024
....................?
Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye Lyrics
February 22, 2024 by naatlyrics11
ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye
ऐ ज़हरा के बाबा ! सुनें इल्तिजा
मदीना बुला लीजिए
कहीं मर न जाए तुम्हारा गदा
मदीना बुला लीजिए
सताती है मुझ को, रुलाती है मुझ को
ये दुनिया बहुत आज़माती है मुझ को
हूँ दुनिया की बातों से टूटा हुआ
मदीना बुला लीजिए
बड़ी बेकसी है, बड़ी बे-क़रारी
न कट जाए, आक़ा ! यूँही ‘उम्र सारी
कहाँ ज़िंदगानी का कुछ है पता
मदीना बुला लीजिए
ये एहसास है मुझ को, मैं हूँ कमीना
हुज़ूर ! आप चाहें तो आऊँ मदीना
गुनाहों के दलदल में मैं हूँ फँसा
मदीना बुला लीजिए
मैं देखूँ वो रौज़ा, मैं देखूँ वो जाली
बुला लीजे मुझ को भी, सरकार-ए-‘आली !
कहाँ जाए, आक़ा ! ये मँगता भला
मदीना बुला लीजिए
वो रमज़ान तेरा, वो दालान तेरा
वो अज्वा, वो ज़मज़म, ये मेहमान तेरा
तेरे दर पे इफ़्तार का वो मज़ा
मदीना बुला लीजिए
जहाँ के सभी ज़र्रे शम्स-ओ-क़मर हैं
जहाँ पे अबू-बक्र-ओ-‘उस्माँ, ‘उमर हैं
जहाँ जल्वा-फ़रमा हैं हम्ज़ा चचा
मदीना बुला लीजिए
हुआ है जहाँ से जहाँ ये मुनव्वर
जहाँ आए जिब्रील क़ुरआन ले कर
मुझे देखना है वो ग़ार-ए-हिरा
मदीना बुला लीजिए
जिसे सब हैं कहते नक़ी ख़ाँ का बेटा
वो अहमद रज़ा है बरेली में लेटा
उसी आ’ला हज़रत का है वास्ता
मदीना बुला लीजिए
‘अता हो बक़ी’ में ये ज़हरा का सदक़ा
मुझे मौत आए वहीं काश, आक़ा !
पढ़ा दें वहीं पर जनाज़ा मेरा
मदीना बुला लीजिए
करम कर दिया है ये ख़्वाजा पिया ने
जो मिस्रे’ लिखे हैं शफ़ा’अत मियाँ ने
करें दर-गुज़र जो हुई हो ख़ता
मदीना बुला लीजिए
ना’त-ख़्वाँ:
मुहम्मद अली फ़ैज़ी
ai zahra ke baaba ! sune.n iltija
madina bula lijiye
kahi.n mar na jaae tumhaara gada
madina bula lijiye
sataati hai mujh ko, rulaati hai mujh ko
ye duniya bahut aazmaati hai mujh ko
hu.n duniya ki baato.n se TooTa huaa
madina bula lijiye
ba.Di bekasi hai, ba.Di be-qaraari
na kaT jaae, aaqa ! yunhi ‘umr saari
kahaa.n zindgaani ka kuchh hai pata
madina bula lijiye
ye ehsaas hai mujh ko, mai.n hu.n kameena
huzoor ! aap chaahe.n to aau.n madina
gunaaho.n ke daldal me.n mai.n hu.n phansa
madina bula lijiye
mai.n dekhu.n wo rauza, mai.n dekhu.n wo jaali
bula leeje mujh ko bhi, sarkaar-e-‘aali !
kahaa.n jaae, aaqa ! ye mangta bhala
madina bula lijiye
wo ramzaan tera, wo daalaan tera
wo ajwa, wo zamzam, ye mehmaan tera
tere dar pe iftaar ka wo maza
madina bula lijiye
jahaa.n ke sabhi zarre shams-o-qamar hai.n
jahaa.n pe abu-bakr-o-‘usmaa.n, ‘umar hai.n
jahaa.n jalwa-farma hai.n hamza chacha
madina bula lijiye
huaa hai jahaa.n se jahaa.n ye munawwar
jahaa.n aae jibreel qur.aan le kar
mujhe dekhna hai wo Gaar-e-hira
madina bula lijiye
jise sab hai.n kehte naqi KHaa.n ka beTa
wo ahmad raza hai bareli me.n leTa
usi aa’la hazrat ka hai waasta
madina bula lijiye
‘ata ho baqi’ me.n ye zahra ka sadqa
mujhe maut aae wahi.n kaash, aaqa !
pa.Dha de.n wahi.n par janaaza mera
madina bula lijiye
karam kar diya hai ye KHwaja piya ne
jo misre’ likhe hai.n Shafa’at Miya.n ne
kare.n dar-guzar jo hui ho KHata
madina bula lijiye
Naat-Khwaan:
Muhammad Ali Faizi
![](https://i.ytimg.com/vi/AUfiJ4ETUu4/maxresdefault.jpg)