Ek pyaar ka nagma hai, jindagi aur kuch bhi nhi hai teri meri kahani hai
Kuch pakar khona kuch kho kar pana hai jivan ka matalab to aana aur jana hai
Do pal ke jivan se ek umra churani hai
Tufan ko aana hai aakar chale jana hai badal hai ye kuch pal ka chha kar dal jana hai
ab parchhahiyan rah jati hai rah jati nisani hai
Jindi aur kuch nhi hai teri meri kahani hai teri meri kahani hai
Jo bit gya hai wo ab dor nhi aayega is dil me siva tere koi aur nhi aayega ghar phoonk diya hamne ab rakh uthani hai jindgi aur kuch bhi nhi hai teri meri kahani hai
Ke tum sath na do mera chalana mujhe aata hai har aag se wakib hu jalana mujhe aata hai aur taqdeer ke hatho se taqdeer banani hai jindagi aur kuch bhi nahi hai teri meri kahani hai
Ещё видео!