6 Sari Duniya Ka Bhoj Hum Uthate Hai--Shabbir Kumar_(Coolie(1983))_with Eagle Jhankar
| Dolby Digital |
GEET MAHAL JHANKAR
Editing By Mudassar
Sari Duniya Ka Bojh Ham Uthate Hai Lyrics - Coolie (1983)
Coolie (1983) Songs Lyrics
Movie/album: Anand Bakshi, anand bakshi songs, anand bakshi interview, anand bakshi biography
Singers: Shabbir Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Manmohan Desai, Prayag Raj
Music Label: Universal
Starring: Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Rishi Kapoor, Rati Agnihotri
Release on: 14th November, 1983
Sari Duniya Ka Bojh Ham Uthate Hai Song Lyrics
DAILYMOTION
YOUTUBE
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (7 votes, average: 3.71 out of 5)
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Uthate hain
Bojh uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Log aate hain log jate hain
Ham yahee peh khade reh jate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Char kaa kam hai ek kaa dam hai
Char kaa kam hai ek kaa dam hai
Khun mat pijiye aur kuchh dijiye
Ek rupaiya hai kam, ham khuda kee kasam
Badee mehnat se rotee kamate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Thoda panee piya yad rab ko kiya
Bukh bhee mit gayee pyas bhee bhuj gayee
Thoda panee piya yad rab ko kiya
Bukh bhee mit gayee pyas bhee bhuj gayee
Kam har hal me nam ko sal me
Id kee ek chhuttee manate hai
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Jina mushkil toh hai apna bhee dil toh hai
Dil me arman hai ham bhee insan hai
Jina mushkil toh hai apna bhee dil toh hai
Dil me arman hai ham bhee insan hai
Jab satate hain gham aesh karte hain ham
Jab satate hain gham aesh karte hain ham
Bidi pite hai aur paan khaate hai
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Log aate hain log jate hain
Ham yahee peh khade reh jate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain.
Ещё видео!