Santosh Anand, 81, remains one of the finest lyricists of Hindi cinema, who has given gems like 'Ek Pyar Ka Nagma Hai' (Shor/1972), 'Main naa bhoolungaa' (Roti Kapda Aur Makaan/1974), 'Zindagi ki naa toote ladi' (Kranti/1981), 'Tera saaath hai To' (Pyaasa Sawan/1982) and 'Mobobbat hai kya cheez' (Prem Rog/1982), which will go down as all-time classics in the annals of Indian film music.
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Kuchh pa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se Ek umar churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Toofan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Chhaa kar dhal jaana hai
Parchhaiyan reh jaati
Reh jaati nishani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ещё видео!