Promoted Blog - [ Ссылка ]
Song: Pichle Saat Dino Mein
Performed by: Farhan Akhtar
TV Show: MTV Unplugged Season 3
Pichle Saat Dinon Mein Lyrics
Meri laundry ka ek bill
Ek aadhi padhi novel (Tara ta ta ta Tara ta ta ta)
Ek ladki ka phone number
Mere kaam ka ek paper (Tara ta ta ta Tara ta ta ta)
Mere.. taash se heart ka king
Mera.. ek chaandi ka ring
Pichle saat dinon mein maine khoya
Kabhi khud pe hansa main
Aur kabhi khud pe roya (Tara ta ta ta Tara ta ta ta)
Present mili ek ghadi
Pyari thi mujhe badi (Tara ta ta ta Tara ta ta ta)
Meri jeb ka ek packet
Meri denim ki jacket (Tara ta ta ta Tara ta ta ta)
Do one day match ke passes
Mere naye naye sunglasses
Pichle saat dinon mein maine khoya
Kabhi khud pe hansa main
Aur kabhi khud pe roya
Kaise, bhulu, saatva jo din aaya
Kisi ne, tumse, ek party mein milvaaya
Kaisa, pal tha, jis pal maine tumko pehali baar dekha tha
Hum jo mile pehli baar
Maine jaana kya hai pyar
Maine hosh bhi khoya
Dil bhi khoya
Kabhi khud pe hansa main
Aur kabhi khud pe roya yeah yeah… (Tara ta ta ta Tara ta ta ta)
Maine pichhale saat dino mein
Ye sab hai khoya
Please subscribe our channel for more such videos.
![](https://i.ytimg.com/vi/cQbv-vWG8G0/mqdefault.jpg)