Song : Koi Nazara Le Kar
Movie : Aan Milo Sajna (1970)
Singer : Mohammed Rafi
Music : Laxmikant Pyarelal
Lyrics by : Anand Bakshi
Star Cast : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Vinod Khanna, Aruna Irani, Nirupa Roy
Lyrics:
Falak Se Tod Kar Dekho
Sitaaren Log Laaye Hai
Magar Main Wo Nahi Laaya
Jo Saare Log Laaye Hai
Koi Nazraana Le Kar
Aaya Hoon Main
Deewana Tere Liye
Koi Nazraana Le Kar
Aaya Hoon Main
Deewana Tere Liye
Aaj Chhalka Hai
Khushiyon Se Dil Ka
Paimaana Tere Liye
Koi Nazraana Le Kar
Aaya Hoon Main
Deewana Tere Liye……….
Sabhi Ke Dilon Ko
Ye Dhadka Raha Hai
Samaa Saaj-E-Dil Pe
Gazal Ga Raha Hai
Sabhi Ke Dilon Ko
Ye Dhadka Raha Hai
Samaa Saaj-E-Dil Pe
Gazal Ga Raha Hai
Saari Baaten Ruk Gayee Hain
Sab Ki Aankhe Jhuk Gayee Hain
Teri Mehfil Me
Aaya Shaayar Koi
Mastaana Tere Liye
Teri Mehfil Me
Aaya Shaayar Koi
Mastaana Tere Liye
Koi Nazraana Le Kar
Aaya Hoon Main
Deewana Tere Liye……….
Tujhe Dushmano Ki
Nazar Lag Na Lag Jaaye
Rahe Door Tujh Se
Sadaa Gham Ke Saaye
Tujhe Dushmano Ki
Nazar Lag Na Lag Jaaye
Rahe Door Tujh Se
Sadaa Gham Ke Saaye
Gungunaye Tu Hamesha
Muskuraye Tu Hamesha
Gulshan Ban Jaaye
Umeedon Ka Har Ek
Veerana Tere Liye
Gulshan Ban Jaaye
Umeedon Ka Har Ek
Veerana Tere Liye
Koi Nazraana Le Kar
Aaya Hoon Main
Deewana Tere Liye
Aaj Chhalka Hai
Khushiyon Se Dil Ka
Paimaana Tere Liye……….
Ещё видео!