Singers : Danish & Dawar
Video : Tanvitaufu
Music : Shubhdeep Singh
Produced by : Mashroo
Clothing and styling by : Mashroo
Stay Connected on
Instagram Danish : danishfdar_official
Instagram Dawar : iamdawarrr
Available Now On Streaming Platforms
►Spotify : [ Ссылка ]
►Apple Music : [ Ссылка ]
►Amazon music : [ Ссылка ]
►JioSaavn : [ Ссылка ]
Lyrics :
Mujhme inke sana ka saleeka kahan , woh shahe do jahan woh kahan mai kahan
Koi apsa dekha nahi x2
Dekhne ko ya Muhammad yun toh kya dekha nahi x2
Dekhne ko ya Muhammad yun toh kya dekha nahi
Dekhne ko ya Muhammad yun toh kya dekha nahi
Haan magar muhboob koi apsa dekha nahi
Koi apse dekha nahi
Koi apsa dekha nahi
ik se ik bhadkar haseen dekte magar ya Mustafa
ik se ik bhadkar haseen dekte magar ya Mustafa
Tum se badkar husn wala doosra dekha nahi
Koi apse dekha nahi
Koi apsa dekha nahi
Gameaashiqi se pehle muhje kon janta tha
Gameaashiqi se pehle muhje kon janta tha
pehle much kon janta tha x2
Gameaashiqi se pehle muhje kon janta tha
Teri zaat ne banadi meri zindagi bata na mai shukar kaise ada
is karam ka karu shukar kaise ada
jo karam mujhpe mere nabi kar dia
mai sajata tha sarkar ki mehfile
mujhko har gam se rab ne bari kar dia
bari kar dia
is karam ka karu shukar kaise ada
muhabbat e mustafa se pehle mai kuch nahi tha mai kuch nahi tha
karam ki is intehaan se pehle mai kuch nahi tha mai kuch nahi tha
zikr e sarkaar ki hain badi barkate
zikr e sarkaar ki hain badi barkate
mil gayi raahatain , azmatain , rifaten
mai gunah gar tha be amal tha magar
mustafa ne muje Jannati kar dia
is karam ka karu shukar kaise ada
Is karam ka karu shukr kese ada
Is karam ka karu shukr kese ada
aka ne aakae khawab me jalwa dikha diya
mai so raha tha mera mukadar jagaa diya
Lamha Lama hai mujhpar nabi ki ata
Lamha lamha hai mujhpar nabi ki ata
dosto aur maangu me maula se kya
kya ye kam hai ke mere khuda ne muje
apne mehboob ka ummati kar dia
is karam ka karu shukar kaise ada x2
jo karam mujhpar mere nabi kar dia
mai sajata tha sarkar ki mehfile x2
mujhko har gam se rab ne bari kar dia
is karam ka karu shukar kaise ada
is karam ka karu shukar kaise ada
#karam #naat #danishdawar #ramzan #hamd #qawali #ramzannaat
Ещё видео!