Bhar Do Jhooli Meri Ya Muhammad By Owais Raza Qadri World best Naat shareef
Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad by Owais Raza Qadri || Complete Naat Sharif
Video info :- Bhar Do Jholi Meri :
Naat Recite :Muhamamd OWais Raza Qadri
Chorus | Hafiz Qadeer Raza Qadri
Peotry :
Video: Tayyiba Production (Islamic Best Record Label)
Video Editing :Hafiz Khizar Rehman
Audio Master :Qadri Attari Sound System (Lahore)
► Play Lists HERE :-
Exculsive Track List 2019 of Muhamamd Owais Raza Qadri
► [ Ссылка ]
Owais Raza Qadri ramzan shareef
► [ Ссылка ]
Owais Raza Qadri world best naat sharif
►[ Ссылка ]
Owais Raza Qadri ramadan transmission
►[ Ссылка ]
OwisRazaQadri ramdan 2019
►[ Ссылка ]
Lyric Naat Sharif : Bhar Do Jhooli Meri Ya Muhamamd By Owais Raza Qadri
Bhar do jholi..
Bhar do jholi meri ya muhammad,
Laut kar main na jaunga khali,
Bhar do jholi meri ya muhammad,
Laut kar main na jaunga khali,
Bhar do jholi meri ya muhammad,
Laut kar main na jaunga khali,
Kuchh navasoon..
Kuch navasoon ka sadka ataa ho,
Banke aaya hun dar pe savaali,
Bhar do jholi meri tajedar e madina,
Laut kar main na jaunga khali,
Tumhare aastane se zamaana kya nahi paata,
Tumhare aastane se zamaana kya nahi paata,
Koi bhi dar se khali maangane wala nahi jaata,
Bhar do jholi..
Bhar do jholi meri ya muhammad,
Laut kar main na jaunga khali,
Bhar do jholi meri sarkaar e madina,
Lot kar main na jaunga khali,
Hai mukhalif zamaana kidhar jaaye hum,
Halat e be kasi kisko dikhlae hum,
Hum tumhare bhikhari hain ya mustafa,
Hum tumhare bhikhari hain ya mustafa,
Kiske aage bhala hath failaayein hum,
Bhar do jholi..
Bhar do jholi meri ya muhammad,
Laut kar main na jaunga khali,
Bhar do jholi meri sarkaar e madina,
Lot kar main na jaunga khali,
Tum zamaane ke mukhtar ho ya nabi,
Be kason ke madadgar ho ya nabi,
Sabki sunte ho apne ho ya gair ho,
Sabki sunte ho apne ho ya gair ho,
Tum garibon ke gamkhaar ho ya nabi,
Bhar do jholi..
Bhar do jholi meri ya muhammad,
Laut kar main na jaaunga khali,
Bhar do jholi meri tajedar e madina,
Laut kar main na jaunga khali.
=====================================
Follow Us On Our Other Social Media Channels :-
►Subscribe TayyibaProduction [ Ссылка ]
► Like us on Facebook: [ Ссылка ]
►Follow us on Twitter: [ Ссылка ]
======================================
#BharDoJhooli #OwaisRazaQadriNew #RamadanKalam
Ещё видео!