Bagawat
aj bhi zulm kai napak riwazo kay khilaf
meray sinay ma baghawat ki khalish zinda hai
jabro saffakio tugyanii ka baghii ho ma
nasha e quwatte inasn ka bhagii ho mai
aj bhi mera khayalo ki tapish zinda hay
mera ghuftar ki dehrina rawish zinda hay
jahl parwarda ae qadre ya nirale qanoon
zulmo adwan ki tapsal ma dhalay qanoon
tishnagi nafs kay jazbo ki bujhane ka liya
noo e insan ka banay hua kalay qanoon
aisay qanoon sa nafrat ha adawat ha mujha
in sa har sans may tahreek e baghawat ha mujhay
aj bhi mera khayalo main hmm
tum haso ga kay ya kamzor si awaz ha kiya
jhanjhanaya hua tharraya hua saaz ha kia (x2)
jin aseero ka liya waqf hay sone ka qafas
un main mojood abhi khuwaishe parwaz ha kia
aha! tum fitrate insan kay hamraz nahii
meri awaz ya tanha meri awaz nahii
meri awaz ya tanha meri awaz nahii
tum haso ga kay ya kamzoor si awaz ha kia
jhanjhanaya hua tahrraya hua saaz ha kia
anginat rooh ki faryad ha shmail is ma
siskia banka dharakta ha kai dil is ma
ta nashein mooj ya toofan bane gi ik dn
na mila ga kisi tahreek ko sahil is ma
iski yalgar meri zaat pai moqoof nahin
iski gardish mera din raat pai moqoof nahin
tum haso ga ka ya kamzoor si awaz ha kia
jhanjhanaya hua tharraya hua saaz ha kia
hans to sakte hoga giriftar to kar sakte ho
khuwao ruswa sare bazar to kar sakte ho
apne qahhare khudai ki numaish ka liya
mujhko nazre ra sano dar to karskte ho
tum hi tum qadre mutlaq ho khuda kujh bhi nahin
jisme isan ma dimagho ka siwa kuch bhi nhii
hans to sakte ho kai raftar to karsakte ho
khuwaro ruswa sare bazar to karsakte ho
aah ye sach ha ka hathiar ka balbuta par
aadmi nadro changaiz bhi ban sakta ha
zahrii kuwato sitwat ki farawanii sa
lene no hitlaro angraiz to bansakta ha
sakht dushwar ha insan ka mukammal hona
haqqo insaf ki buniad pa afzal hona
haqqo insaf ki buniad pa afzal hona
Orignal Song by Haider Saif :
[ Ссылка ]
Ещё видео!