You can listen this song on:
YouTube:[ Ссылка ]
Spotify:[ Ссылка ]
You can follow me on:
YouTube:[ Ссылка ]
Instagram:[ Ссылка ]
Lyrics:
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Kiya Re Jo Bhi Toone
Kaise Kiya Re
Jiya Ko Mere Baandh
Aise Liya Re
Samajh Ke Bhi Na
Samajh Main Sakun
Saweron Ka Mere
Tu Sooraj Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Mujhe
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Piya
Dil Ke Nagar Mein
Shehar Tu Basa Le Piya
Chhoone Se Tere
Haan Tere Haan Tere
Feeki Ruton Ko Rang Lage
Hmm.. Chhoone Se Tere
Haan Tere Haan Tere
Feeki Ruton Ko Rang Lage
Teri Disha Mein Kyun Chalne Se Mere
Pairon Ko Pankh Lage
Raha Na Mere Kaam Ka Jag Saara
Haan Bas Tere Naam Se Hi Guzaara
Ulajh Ke Yoon Na
Sulajh Na Sakun
Zubaaniyan Teri
Jhoothi Bhi Sach Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Tu Mera Koyi Na
Hoke Bhi Kuchh Laage
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Mujhe
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Piya
Apna Bana Le Piya
Dil Ke Nagar Mein
Shehar Tu Basa Le Piya
Ho Sab Kuchh Mera Chahe
Naam Apne Likha Le
Badle Mein Itni Toh
Yaari Nibha Le
Jag Ki Hirasat Se
Mujhko Chhuda Le
Apna Bana Le
Bas Apna Bana Le
Apna Bana Le
Apna Bana Le
We are promoting the artist,if you have any issue with this lyrical video,kindly mail us, We will remove your song immediately and we don't have our channel monitize,we are only promoting artist do not belongs to get revenue with it. Thankyou!❤️
contact on gmail:potatoashlovyrslf@gmail.com
#alightmotion #lyrics #badvibes
Ещё видео!