Ae Khuda Aisa Maine Kya Kiya Video Song (Title Song) | Kishore Kumar | Ulta Seedha | Hindi Gaane
Movie: Ulta Seedha
Singers: Kishore Kumar
Music: Rajesh Roshan
Cast: Raj Babbar, Rati Agnihotri, Deven Verma, Madan Puri
@HindiGaane
Lyrics:
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Jab teri duniya ka
Har kaam hain ulta
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta
Insaan hu aakhir main kaise na sunta
Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta
Insaan hu aakhir main kaise na sunta
Rote ko hasaaya, bigdi to bana aaya
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Murat pe to ganga jal jag fenke
Majbur ko jalta ghar koi na dekhe
Murat pe to ganga jal jag fenke
Majbur ko jalta ghar koi na dekhe
Vo ghar ko bachana tha,
Phir malik tu hi bata
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ek din to hua aisa, sun daata
Main chor na tha phir bhi pakda jaata
Ek din to hua aisa, sun daata
Main chor na tha phir bhi pakda jaata
To pet bujurgo ka
Bharta na to kya karta
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Teri duniya hain mujhse khafa
Teri duniya hain mujhse khafa
Baate meri jhuthi sahi
Pyar to mera sachcha hain
Hisse ke dil jaate hain mil
Jhuth vo sach se achchha hain
Tumko yahi paane ka
Rasta tha jaanevafa
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa.
#HindiGaane #HindiSongs #BollywoodSongs
![](https://i.ytimg.com/vi/phs_nYoouX0/maxresdefault.jpg)