Aaj supreme court mai senior sahafi Matiullah jan ne press conference k dauran fawad ch se Farah bibi ( friend of Bushra bibi) k baray mai 1 sawal poocha jis per fawad ch ne unhay kiraye ka admi keh diya. jis k jawab mai sahafi ne fawad ch saab ko kiraye ka tatto kaha or baat badh gaye.
mukhtalif sahafion ne fawad ch k is amal ki muzammat ki or muafi na mangnay tak fawad ch ka boycott karnay ka faisla kiya.
Ещё видео!